Namaskar dosto, aajke is post me hum janenge photo ka background kaise hataye. Kisi bhi photo ka background kaise remove kare aajke is post me hum details me janenge.
Wese to photo ka background kaise remove kare karne ke liye bahut saare app available hai lekin main aapko jis post ke baare me bataungi usse aap bahut hi aasani se photo ka background hata payenge.
Photo ka background kaise hataye
Sabse pehle aapko Playstore se ek app download karna hoga jiska naam hai Background eraser.
Iss app ko download karne ke baad aapko ese open karna hai.
Iske baad aapko “Load a photo” par click karna hai aur jis photi ka background remove karna hai us photo ko gallery se select kariye..

Photo lene ke baad Done par click kariye.
Iske baad “Auto” yaa “Magic” wale option par click kariye aur iss Red circle ko waha par rakhiye jaha aapko background remove karna hai.

Dhire dhire background remove hota jaiyega. Pura background remove ho jane ke baad Done par click kariye.
Iske baad Save par click karke photo ko gallery me save kar lijiye.
Conclusion
Is post me humne jana photo ka background kaise hataye.
Ummid karti hu ki ye article aapke liye bahut helpful hoga.
Post achha laaga to ese apne dosto ke saath share jarur kare.
Agar koi question ho to aap mujhse comment me puchh sakte hai.
Read Also
- Cloud storage kya hai | Cloud Computing
- Whatsapp status ko kaise save karte hai
- Photo ka background kaise hataye
- Laptop me whatsapp kaise chalaye
- WordPress ke liye top 7 useful plugin – 2019